Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


beimaan tore nainwaa neendiyaan naa aaye beimaan tore nainwaa neendiyaan naa aaye tuk soye jaa ke raat kahin bhaagi naa jaaye tuk soye jaa ke raat kahin bhaagi naa jaaye beimaan tore nainwaa neendiyaan naa aaye beimaan tore nainwaa neendiyaan naa aaye le moond le ankhiyaan tanik zaraaa le moond le ankhiyaan tanik zaraaa baithi hoon yahin main naa ghabraa raat jaaye palak tose jhapki naa jaaye raat jaaye palak tose jhapki naa jaaye beimaan tore nainwaa neendiyaan naa aaye beimaan tore nainwaa neendiyaan naa aaye aadhe soye aadhe jaage aadhe soye aadhe jaage saanchi kahoon mohe yun laage jaise mann mein bharam ek aaye ek jaaye jaise mann mein bharam ek aaye ek jaaye beimaan tore nainwaa neendiyaan naa aaye beimaan tore nainwaa neendiyaan naa aaye
hmmm bekaraan hai bekaraan aankhen band kijiye na doobne lage hain hum saans lene dijiye na bekaraan hai bekaraan aankhen band kijiye na doobne lage hain hum saans lene dijiye na lillah ek zara chehra udhar kijiye inaayat hogi ek zara chehra udhar kijiye inaayat hogi aapko dekh ke badi der se meri saans ruki hai aapko dekh ke badi der se meri saans ruki hai bekaraan hai bekaraan aankhen band kijiye na doobne lage hain hum saans lene dijiye na bekaraan hai bekaraan aankhen band kijiye na doobne lage hain hum saans lene dijiye na ek zara dekhiye to aapke paon tale kuchh to atka hai kahin waqt se kahiye chalen udti udti si nazar mujhko chhoo jaaye agar ek tasleem ko har baar meri aankh jhuke hain aapko dekh ke badi der se meri saans ruki hai aankh kuchh laal si hai raat jaage to nahin raat jab bijli gayi dar ke bhaage to nahin kya laaga honth kali jaise koi chhoot chale jaane kya soch ke is baar meri aankh jhuki hai aapko dekh ke badi der se meri saans ruki hai
beqaraar dil tu gaaye jaa khushiyon se bhare wo taraane jinhen sun ke duniyaa jhoom uthe aur jhoom uthe dil diwaane beqaraar dil arre tu gaaye jaa khushiyon se bhare wo taraane jinhen sun ke duniyaa jhoom uthe aur jhoom uthe dil diwaane beqaraar dil aare tu gaaye jaa raag ho koi milan kaa sukh se bhari sargam kaa yug yug ke bandhan kaa saath ho laakhon janam kaa aise hi bahaarein gaati rahen aur sajte rahein viraane jinhen sun ke duniyaa jhoom uthe aur jhoom uthe dil diwaane beqaraar dil tu gaaye jaa raat yunhi thum jaayegi rut ye hansi muskaayegi bandhi kali khil jaayegi aur shabnam sharmaayegi pyaar ke wo kaise nagmein jo ban jaayein afsaane jinhen sun ke duniyaa jhoom uthe aur jhoom uthe dil diwaane beqaraar dil tu gaaye jaa khushiyon se bhare wo taraane jinhen sun ke duniyaa jhoom uthe aur jhoom uthe dil diwaane beqaraar dil tu gaaye jaa
ae mere mushkil kushaa fariyaad hai fariyaad hai aapke hote huye duniya meri barbaad hai bekas pe karam keejiye sarkaar e madeena bekas pe karam keejiye gardish mein hai taqdeer bhanwar mein hai safeena gardish mein hai taqdeer bhanwar mein hai safeena bekas pe karam keejiye sarkaar e madeena bekas pe karam keejiye hai waqt e madad aaiye bigdi ko banaane bigdi ko banaane poshida nahin aapse kuchh dil ke fasaane zakhmon se bhara hai kisi majboor ka seena bekas pe karam keejiye chhaayi hai museebat ki ghata gesuon waale gesuon waale lillaah meri doobti kashti ko bachaale toofaan ke aasaar hain dushwaar hai jeena bekas pe karam keejiye gardish mein hai taqdeer bhanwar mein hai safeena bekas pe karam keejiye sarkaar e madeena bekas pe karam keejiye
bekasi had se jab guzar jaaye koi aye dil jiye ke marr jaaye bekasi had se jab guzar jaaye zindagi se kahoooo dulhan ban keeeee aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa zindagi se kahoooo dulhan ban keeeee aaj to do ghadi sanwar jaayen koi aye dil jiye ke marr jaaye bekasi had se jab guzar jaaye unnko jee bhar ke dekh lene de unnko jee bhar ke dekh lene de unnko jee bhar ke dekh lene de dil ki dhadkan zara thehar jaaye koi aye dil jiye ke marr jaaye bekasi had se jab guzar jaaye mere nagmon se unka dil naa dukhe mere nagmon se unka dil naa dukhe mere nagmon se unka dil naa dukhe ghum nahin mujhpe jo guzar jaaye koi aye dil jiye ke marr jaaye bekasi had se jab guzar jaaye
bekadar bekhabar bewafa baalma ho bekadar bekhabar bewafa baalma naa main tujhko marungi naa main tujhko chhodungi aahista aahista tadpa tadpaa ke o pathar dil main tujhko todungi bekadar bekhabar bewafa baalma ho bekadar bekhabar bewafa baalma tere saamne mere dushman dekh banungi aaj main dulhan tere saamne mere dushman dekh banungi aaj main dulhan pehnungi shaadi ka joda teri barbadi ka joda tere khoon se rang ke main laal chunariya odhungi aahista aahista tadpa tadpaa ke o pathar dil main tujhko todungi bekadar bekhabar bewafa baalma aaaaaaa haaaa haaaa haaa tera koi dharm nahin tera koi imaan nahin tera koi dharm nahin tera koi imaan nahin achchha saajan kaise banega jo achchha insaan nahin tere naam se main apna naam kabhi naa jodungi aahista aahista tadpa tadpaa ke o pathar dil main tujhko todungi bekadar bekhabar bewafa baalma ek tujhe deti hoon mauka jaa mujhko phir de jaa dhokha ek tujhe deti hoon mauka jaa mujhko phir de jaa dhokha dekhen log ye aankh
bekhudi ka bada sahaara hai bekhudi ka bada sahaara hai warna duniyaa mein kya humara hai log marte hain maut aane se log marte hain maut aane se humko iss zindagi ne maara hai bekhudi ka bada sahaara hai aadmi kuchh bhi kar nahin sakta aadmi kuchh bhi kar nahin sakta waqt aisa guzar nahin sakta waqt aisa magar guzaara hai bekhudi ka bada sahaara hai warna duniyaa mein kya humara hai bekhudi ka bada sahaara hai kitni halki hai kitni bojhal hai kitni halki hai kitni bojhal hai koi aurat nahin ye botal hai band iss mein jahaan saara hai bekhudi ka bada sahaara hai warna duniyaa mein kya humara hai bekhudi ka bada sahaara hai iss muqaddar ka ye sitam dekho iss muqaddar ka ye sitam dekho doobte jaa rahen hain hum dekho aur wo saamne kinaara hai bekhudi ka bada sahaara hai warna duniyaa mein kya humara hai log marte hain maut aane se humko iss zindagi ne maara hai bekhudi ka bada sahaara hai
bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam aa gayeeeeee aa gaye aa gaye paas hum aa gaye paas hum bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam aa gayeeeeee aa gaye aa gaye paas hum aa gaye paas hum bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam aa gayeeeeee aa gaye aa gaye paas hum aa gaye paas hum bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam aag ye kaisi mann mein lagi hai mann se badhi to tan mein lagi hai aag nahin ye dil ki lagi hai jitni bujhaayi utni jali hai dil ki lagi na ho to kya zindagi hai saath hum jo chale mit gaye faasle aa gayeeeeee aa gaye aa gaye paas hum aa gaye paas hum bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam khoyi nazar thi soye nazaare dekha tumhe to jaage ye saare dil ne kiye jo dil ko ishaare mil ke chale hum saath tumhaare aaj khushi se mera dil ye pukaare tera daaman mila pyaar mera khila aa gayeeeeee aa gaye aa gaye paas hum aa gaye paas hum bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam dil ki kahaani pahunchi zubaan tak kis ko khabar ab
belia belia belia belia belia belia belia belia bheegi si bahaaron mein tumne ishaaron se dil mera dil mera le liya femiya femiya femiya femiya femiya femiya femiya femiya dekho ji hazaaron mein tumne ishaaron se dil mera dil mera le liya belia belia belia belia hoo hoo hoo hoo la la la la la la aa ha ha ha ha ha chaand ka chhalke paimana chaal meri mastaana pyaar ka jaam pilaana jal na jaaye zamaana jhoom ke raat kahe haath mein haath rahein neele gagan tale aaaa jhoom ke raat kahe haath mein haath rahein neele gagan tale aa belia belia belia belia belia belia belia belia bheegi si bahaaron se tumne ishaaron se dil mera dil mera le liya le liya femiya femiya femiya femiya ho ho ho ho ho ho ho ho la la la la la la aa ha ha ha ha ha main toh chanda si gori baat suno zara chhori pyaar karun chori chori daal ke naino ki dori hamne to jaan liya tumko pehchaan liya duniya jale to jale yaar hamne to jaan liya tumko pehchaan liya duniya jale to jale yaar femiya femiya
hmmmmm uuuuu uuuu uuuu uuuu uuuu uuuu uuuu uuuuuu uuuuuu aaaaa uuuuuu uuuuu aaaaaa uuuuu aaaaa hey ayeeee yeeeeee aaaaaa aaaaaa uuuuuu aaaaaaaaa uuuuu ooooooo chahat ki gujaarish hai aankhon mein pyaas bhar de mere dil ke jazbaaton ko tu belibaas kar de re tu belibaas kar de chahat ki gujaarish hai aankhon mein pyaas bhar de mere dil ke jazbaaton ko tu belibaas kar de re tu belibaas kar de re chahat ki gujaarish hai aankhon mein pyaas bhar de yeee yeeee yeeee aye hey oooo ooooo oooo oooo ooo hooo hoooo ooooooo aaaaaa aaa oooo ooo hooo hoooo haa haa haaaaaaa laaayeeee main doobi hoon tere deewanepan mein deewanepan mein na hain qaraar ek lamha yaar shola sa hai dhadkan mein kyun dard sa hai mere man mein tu hai sukoon tu hai junoon rehna hai tere daaman mein saanson ki tamanna hai saanson mein saans bhar de mere dil ke jazbaaton ko tu belibaas kar de re tu belibaas kar de chahat ki gujaarish hai aankhon mein pyaas bhar de naaaaaanaaa naaaaa laalaaaaa laaaaa laaaa
beliyaa ab ki ye bahaar koi gul naya khilaayegi beliyaa ab ki ye bahaar koi gul naya khilaayegi tera mera hoga milan banenge hum dulha dulhan aur ye bahaar kya dikhaayegi beliyaa ab ki ye bahaar koi gul naya khilaayegi beliyaa ab ki ye bahaar koi gul naya khilaayegi tera mera hoga milan banenge hum dulha dulhan aur ye bahaar kya dikhaayegi beliyaa ab ki ye bahaar koi gul naya khilaayegi beliyaa ab ki ye bahaar koi gul naya khilaayegi dil machalne laga aise anjaam se log jaanenge mujhko tere naam se bin kiye pyaar bhi to guzaara nahin pyaar jisne kiya wo gaya kaam se meethi meethi hogi jalan mehakne lagega badan aur ye bahaar kya sajaayegi beliyaa ab ki ye bahaar koi gul naya khilaayegi beliyaa ab ki ye bahaar koi gul naya khilaayegi yaar ne jo kahi baat sachchi kahi hota aaya hai jo sada hoga wohi ek dooje bina hum adhure se hain pyaar ke rang mein rang lo zindagi honthon pe inkaar hoga dil to beqaraar hoga ye bahaar aisa pyaar laayegi beliyaa ab ki ye bahaar koi
hmmm bemausam bahaar ke din kaise aaye bemausam bahaar ke din kaise aaye inn baahon mein pyaar se tum jaise aaye chalo re nikal jayen kahin nikal ke machal jayen kahin ree bemausam bahaar ke din kaise aaye inn baahon mein pyaar se tum jaise aaye yeh teri do aankhen jinmein mera pyaar mil jayen toh leharon ko bhi aa jaye qaraar yeh teri do aankhen jinmein mera pyaar mil jayen to leharon ko bhi aa jaye qaraar to aaja ke mil jayen gale khule aasmanon ke tale ree bemausam bahaar ke din kaise aaye inn baahon mein pyaar se tum jaise aaye jab se tu hai dilbar mujhpe meherbaan tere dam se jannat hai mere donon jahan jab se tu hai dilbar mujhpe meherbaan tere dam se jannat hai mere donon jahan jahan bhi gaye hum aye sanam baharon ne choome hain kadam haay hmm bemausam bahaar ke din kaise aaye inn baahon mein pyaar se tum jaise aaye ho ho ho ho ho ho ho ho ho rangeen tera chehra aisa saathiya barfeele toofan mein jaise phoolon kaa diya rangeen tera chehra aisa saathiya
dard e dil dard e wafa dard e tamanna kya hai aap kya jane mohabbat ka takaza kya hai oo oo ooo bemuravat bewafa begana e dil aap hain bemuravat bewafa begana e dil aap hain aap maane ya na maane mere qatil aap hain bemuravat bewafaa aap se shikwa hai mujh ko gair se shikwa nahin aap se shikwa hai mujh ko gair se shikwa nahin janti hoon dil mein rakh le ne ke kabil aap hain bemuravat bewafaa saans leti hoon to yun mehsoos hota hai mujhe saans leti hun to yun mehsoos hota hai mujhe jaise mere dil ki har dhadkan mein shamil aap hain bemuravat bewafaa ghum nahin jo lakh tufanon se takrana pade ghum nahin jo lakh tufanon se takrana pade main wo kashti hoon ki jis kashti ke sahil aap hain bemuravat bewafa begana e dil aap hain aap maane ya na maane mere qatil aap hain bemuravat bewafaa
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa beqaraar hai koi aaa aaa ae mere dildaar aa beqaraar hai koi aaa aaa ae mere dildaar aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ae kisi ki zindagi aaa aaa ishq hai ghumkhaar aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa dasti hain naagan si furqat ki raatein dasti hain naagan si furqat ki raatein jhuti hain bin tere jeene ki baatein jeene ki baatein haaye kyun ye bebasi aaa aaa main hoon talabgaar aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa chun loon ghum tere dukh dard mitaa doon chun loon ghum tere dukh dard mitaa doon honthon pe nagmon ki kaliyaan khila doon kaliyaan khila doon ro rahi hai beqasi aaa aaa husn hai bimaar aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa hansna hai bas mein na rona hai bas mein hansna hai bas mein na rona hai bas mein mehlon mein rehkar wo qaid e kapas mein qaid e kapas mein manzilon mein pyaar ki aaa aaa tod ke deewaar aa beqaraar hai koi aaa aaa ae mere dildaar aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa
beqarar karke humen yun na jaaiye aapko humari kasam laut aaiye beqarar karke humen yun na jaaiye aapko humari kasam laut aaiye dekhiye wo kaali kaali badliyaan zulf ki ghata chura na le kahin chori chori aake shokh bijliyaan aap ki ada chura na le kahin yun kadam akele na aage badhaaiye aapko humari kasam laut aaiye beqarar karke humen yun na jaaiye aapko humari kasam laut aaiye dekhiye gulaab ki wo daaliyaan badhke choom le na aapke kadam dekhiye gulaab ki wo daaliyaan badhke choom le na aapke kadam khoye khoye bhanvre bhi hain baag mein koi aap ko bana na le sanam behki behki nazron se khud ko bachaaiye aapko humari kasam laut aaiye beqarar karke humen yun na jaaiye aapko humari kasam laut aaiye zindagi ke raaste ajeeb hain inn mein is tarha chala na kijiye khair hai isi mein aapki huzoor apna koi saathi dhoondh lijiye sun ke dil ki baat yun na muskuraaiye aapko humari kasam laut aaiye beqarar karke humen yun na jaaiye aapko humari kasam laut aaiye beqarar karke
beraham aasmaan meri manzil bataa hai kahaan beraham aasmaan jo naa socha tha wo ho gaya kyun naseeba mera so gaya ghum ki aisi ghata chhaa gayi chain dil ka kahin kho gaya ye bata kis liye le rahaa hai mera imtehaan beraham aasmaan bhujh gaya hai ye dil iss tarah chaand pichhale paher jis tarah itni taarikiyon mein bata raah dhoondhe koi kiss tarah kho gayi manzilen ho gaya ghum kahin carvaan beraham aasmaan jaa rahe hai naa jaane kidhar dekh sakti nahin kuchh nazar chhod di naav majhdhaar mein kiss kinaare lage kya khabar kya kare door tak roshani ka nahin hai nishaan beraham aasmaan meri manzil bataa hai kahaan beraham aasmaan mujhse kismat ne dhokha kiya har kadam par naya ghum diya hai khushi ki kasam ke yahaan chain kaa saans tak naa liyaa bhujh gaya dil mera raas aaya naa tera jahaan beraham aasmaan meri manzil bataa hai kahaan teri duniyaan mein yun hum jiye aansuyon ke samandar piye dil mein shikwen tadapte rahe honth lekin hamesha siye kab talak hum rahen
beraham ye zameen beraham aasmaan rah gaye hum yahaan chal diya carvaan beraham ye zameen beraham aasmaan rah gaye hum yahaan chal diya carvaan rah gaye hum yahaan chal diya carvaan paa ke kuchh kho diya kho ke kuchh paa liya ashq humne piye ghum ne bedum kiya paa ke kuchh kho diya kho ke kuchh paa liya ashq humne piye ghum ne bedum kiya ghum ne bedum kiya mit raha natuwan hans rahe kahkashan rah gaye hum yahaan chal diya carvaan rah gaye hum yahaan chal diya carvaan peed se pyaar hai zakhm kaise bharen ab jeeyen ya maren kya karen kya karen peed se pyaar hai zakhm kaise bharen ab jeeyen ya maren kya karen kya karen kya karen kya karen har tamanna adhuri har armaan jawan rah gaye hum yahaan chal diya carvaan rah gaye hum yahaan chal diya carvaan beraham ye zameen beraham aasmaan rah gaye hum yahaan chal diya carvaan rah gaye hum yahaan chal diya carvaan
beshak mandir masjid todo buleshah hai kehta beshak mandir masjid todo buleshah hai kehta par pyaar bhara dil kabhi na todo iss dil mein dilbar rehta jis palden mein tulle muhabbat jis palden mein tulle muhabbat usmein chaandi nahin tolna tauba meri na dholna main ni bolna o nahin bolna jaa main nahin bolna jaa o main nahin bolna jaa dholna main ni bolna tauba meri na dholna main ni bolna aag te ishq barabar dono par paani aag bhujaaye aag te ishq barabar dono par paani aag bhujaaye aashique ke jab aansoo niklen aur agan lag jaaye tere saamne baith ke raulaaaaaa ho tere saamne baith ke raulaa dil ka dukhda nahin kholna dholna main ni bolna o nahin bolna jaa main nahin bolna jaa ve main nahin bolna jaa dholna main ni bolna tauba meri na dholna main ni bolna ve main nahin bolna o ve main nahin bolna ve main nahin bolnaaaaaaaaa ve main nahin bolna ve main nahin bolna dholna main nahin bolna nahin bolna ve main nahin bolna nahin bolna ve main nahin bolna nahin bolna ve
betaab dil ki tamanna yahi hai betaab dil ki tamanna yahi hai tumhein chahenge tumhein poojenge tumhein apna khuda banaayenge betaab dil ki tamanna yahi hai soone soone khaabon mein jab tak tum na aaye the khushiyaan thi sab auroon ki ghum bhi saare paraaye the apne se bhi chhupaayi thi dhadkan apne seene ki humko jeena padta tha khawaish kab thi jeene ki ab jo aake tumne humein jeena seekha diya hai chalo duniyaan nayi basaayenge betaab dil ki tamanna yahi hai bheegi bheegi palkon par sapne kitne sajaaye hain dil mein jitna andhera tha utne ujaale aaye hain tum bhi hum ko jagaana na baahon mein jo so jaaye jaise khushboo phoolon mein tum mein yun hi kho jaaye pal bhar isi janam mein kabhi toote na saath apna tumhein aise gale lagaayenge betaab dil ki tamanna yahi hai waade bhi hain qasmein bhi beeta waqt ishaaron ka kaise kaise armaan hain mela jaise bahaaron ka saara gulshan de dala kaliyaan aur khilaao na hasnte hasnte ro dein hum itna bhi to hansaao na dil mein
betaab hai dil betaab hai dil dard e mohabbat ke asar se jis din se mera chaand chhupa meri nazar se betaab hai dil soyi huyi qismat ko meri aake jaga jaa aaja meri duniya mein zara laut ke aaja soyi huyi qismat ko meri aake jaga jaa aaja meri duniya mein zara laut ke aaja aankhon ko hai ummeed aankhon ko hai ummeed teri raah guzar se jis din se mera chaand chhupa meri nazar se betaab hai dil ye kaun mere dil meri aankhon mein samaaya ye kiski nigaahon ne mujhe apna banaaya ye kaun mere dil meri aankhon mein samaaya ye kiski nigaahon ne mujhe apna banaaya begaana huyi begaana huyi jaati hoon duniya ki khabar se takra gayi ye kiski nazar meri nazar se betaab hai dil dum bhar ko teri yaad se gaafil nahin rehti jo dil pe guzarti hai zubaan se nahin kehti dum bhar ko teri yaad se gaafil nahin rehti jo dil pe guzarti hai zubaan se nahin kehti fariyaad bhi fariyaad bhi hoti nahin rusvaayi ke dar se jis din se mera chaand chhupa meri nazar se betaab hai dil ik mauj hai ik
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Beimaan Tore Nainwan Tarana (1951) 03:00 14322
 
Poster of Tarana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Ram Laxman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:00   Song Number : 14322   

Bekaraan 7 Khoon Maaf (2011) 06:20 32947
 
Poster of 7 Khoon Maaf (2011)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2011
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
Singer- 
Vishal Bhardwaj
On Screen Actors- 
Priyanka Chopra, Irfan Khan
Duration : 06:20   Song Number : 32947   

Bekaraar Dil Tu Gaaye Ja Door Ka Rahi (1971) 04:12 13164
 
Poster of Door Ka Rahi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Kishore Kumar, Tanuja
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:12   Song Number : 13164   

Bekas Pe Karam keejiye Mughal-E-Azam (1960) 04:05 13789
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Kedar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:05   Song Number : 13789   

Bekasi Had Se Jab Kalpana (1960) 03:31 13511
 
Poster of Kalpana (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Padmini
Raag- 
Des
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:31   Song Number : 13511   

Bekhabar Bewafa Ram Lakhan (1989) 10:24 36075
 
Poster of Ram Lakhan (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit, Anil Kapoor
Duration : 10:24   Song Number : 36075   

Bekhudi Ka Bada Sahaara Ek Hi Bhool (1981) 05:30 13216
 
Poster of Ek Hi Bhool (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 05:30   Song Number : 13216   

Bekhudi Mein Sanam Haseena Maan Jayegi (1968) 05:49 20211
 
Poster of Haseena Maan Jayegi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rekha
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Babita, Shashi Kapoor
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:49   Song Number : 20211   

Belia Belia Belia Parvarish (1958) 03:40 36128
 
Poster of Parvarish (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:40   Song Number : 36128   

Belibaas Silsiilay (2005) 05:33 18646
 
Poster of Silsiilay (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Kay Kay Menon, Celina Jaitley
Duration : 05:33   Song Number : 18646   

Beliyaa Ab To Yeh Nishaan (1983) 06:50 32413
 
Poster of Nishaan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Rajesh Roshan
Duration : 06:50   Song Number : 32413   

Bemausam Bahaar Ke Bundal Baaz (1976) 04:05 36375
 
Poster of Bundal Baaz (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:05   Song Number : 36375   

Bemuravat Bewafa Sushila (1966) 03:39 16481
 
Poster of Sushila (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
Singer- 
Mubarak Begam
On Screen Actors- 
Prem Nazir, K R Vijaya
Raag- 
Sankara
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:39   Song Number : 16481   

Beqaraar Hai Koi Shama Parwana (1954) 03:58 39933
 
Poster of Shama Parwana (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Suraiya
Duration : 03:58   Song Number : 39933   

Beqarar Karke Humen Yun Na Jaiye Bees Saal Baad (1962) 03:34 20212
 
Poster of Bees Saal Baad (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Vishwajeet
Duration : 03:34   Song Number : 20212   

Beraham Aasmaan Bahana (1960) 06:12 12797
 
Poster of Bahana (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan Kohli
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Sajjan
Duration : 06:12   Song Number : 12797   

Beraham Ye Zameen Beraham Aasmaan Bankelal (1972) 04:18 37604
 
Poster of Bankelal (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Madhur
Music Director- 
Pardesi
Singer- 
Mukesh
Duration : 04:18   Song Number : 37604   

Beshak Mandir Masjid Bobby (1973) 03:41 12928
 
Poster of Bobby (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Tulshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dimple Kapadia, Rishi Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:41   Song Number : 12928   

Betaab Dil Ki Tamanna Hanste Zakhm (1973) 05:15 20213
 
Poster of Hanste Zakhm (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Priya Rajvansh
Duration : 05:15   Song Number : 20213   

Betaab Hai Dil Dard (1947) 03:59 14432
 
Poster of Dard (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:59   Song Number : 14432